Sihdutt se kisi ko bhulane ki khwahish mai aksar hum uss saks ka daaman thaam lete hai... jiska tasav voor humne khwabo mai bhi nahi kiya tha
Kabhi inka hua ho mai, kabhi unka hua ho mai
Khud ke liye koshish nahi ki, magar sabka hua ho mai
Meri husti bahut choti, mera rutba nahi kuch bhi
Lekin dubte ke liye, sadaa tinka hua hoo mai

Comments
Post a Comment