Yun toh galat nahi hote andaaz chehro ke
Lekin log waise bhi nahi hote jaise nazar aate hai
Ehsaas nahi tha ki tanha hoo aaj kal
Tune sawaal chedke acha nahi kiya
Huskar jeena dastoor hai zindagi ka
Ek yehi kissa mashoor hai zindagi ka
Beetien hue pal kabhi lautkar nahi aate
Yehi sabse bada kasoor hai zindagi ka
Lekin log waise bhi nahi hote jaise nazar aate hai
Ehsaas nahi tha ki tanha hoo aaj kal
Tune sawaal chedke acha nahi kiya
Huskar jeena dastoor hai zindagi ka
Ek yehi kissa mashoor hai zindagi ka
Beetien hue pal kabhi lautkar nahi aate
Yehi sabse bada kasoor hai zindagi ka
Comments
Post a Comment