Hum zindagi se aas kare bhi toh kya kare
Jab tum nahi ho paas, kare bhi toh kya kare
Aansu piye, sharab piye, zeher bhi toh pi liya,
Bhujti nahi hai pyaar kare bhi toh kya kare
Jaan kar bhi tum muje jaan na paaye
Aaj tak tum muje pehchaan na paaye
Khud he ki hai bewafai humne
Ta ki tuj pe koi iljaam na aaye
Yadoon ki keemat wo kya jaane
Jo khud he yaadon ko mita baithe hain
Yaadon ki keemat toh unse pucho jo yaadon ke sahare
Zindagi bita diya karte hain

Comments
Post a Comment