usko dekhen to gazal likhte hain
usko sochen to nazm likhte hain
usake jaadu me bandh chuka ye dil
usase hat ke kabhi kya likhte hain?
saara charcha usika hai bas ye
shayeri hai bhi yaki hai kuchh aur
zehan par hai kisi ki bandish si
sochen usaki ghulaam lagatin hain
usko chahna khushi ki baat lage
usko bhoole se bhi na thes lage
vo rahe khush yehi doa hai bas
usko meri ye saari umr lage
chahateen bhi fizul hotin hain
likhne baitho to hansi aati hai
itna bhi kya kisi ko chahna hai
itna bhi kya deewaana hona hai
usko sochen to nazm likhte hain
usake jaadu me bandh chuka ye dil
usase hat ke kabhi kya likhte hain?
saara charcha usika hai bas ye
shayeri hai bhi yaki hai kuchh aur
zehan par hai kisi ki bandish si
sochen usaki ghulaam lagatin hain
usko chahna khushi ki baat lage
usko bhoole se bhi na thes lage
vo rahe khush yehi doa hai bas
usko meri ye saari umr lage
chahateen bhi fizul hotin hain
likhne baitho to hansi aati hai
itna bhi kya kisi ko chahna hai
itna bhi kya deewaana hona hai
Comments
Post a Comment