Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta ,
dosto yaaro se jaise toota ho vasta,
sabhi hain saath par najane kiski kami hai,
itni khushiyo me najane kaisi gami hai.
Kyo patjhad me sawan ka deedar karti hoon,
kyo har ghadi sirf tera intezaar karti hoon,
tu kaun hai kaha hai, is sab se anjaan hoon,
kya teri tarah ,main bhi tera armaan hoon.
Tu na aa ,magar aane ka vada to kar,
meri andheri zindagi me thoda ujala to kar,
teri aas me najane kab se nahi soi,
teri yaad me najane kitni raate roi,
ab apni khushi se mera gam aadha to kar,
tu na aa magar aane ka vada to kar.............
Kya pata kab aankh khule ,
aur najara badal jaye.
kya pata kab najrein mile,
aur ishara badal jaye.
e manjhi jara tej chala patwar,
aisa na ho k manjil mile aur kinara badal jaye...
pyar hi ek safar hai,
jo tai karna baaki hai,
kuch aur tanha hai rasta,
jab tak intejaar ki had baaki hai,
koi jakar unse kahe ,
aur na karaye humse itna intezaar,
aisa na ho k wo aaye aur ,DIL HAMARA BADAL JAYE........

Comments
Post a Comment