Skip to main content

Rishton ki ye duniya hai NIRALI

Rishton ki ye duniya hai NIRALI,
Sab rishton se pyari hai DOSTI Tumhari,
MANZOOR hai aansu bhi aankhon mein Hamare,
Agar aa jaye muskaan HOTHON pe Tumhare...

Mohabbat ki shama jala kar to daikho,
Zara dil ki dunya saja kar to daikho,
Tumhain ho na jaye mohabbat to kehna,
zara ham sy nazrain mila ky to daikho.

kabhi jigar per kabhi dil per,
kabhi nazar per kabhi aankh per,
teri nazar ki nishany badalty rahty hain,
sakoon kahain nahi milta dunya waloon ko,
janaaza utha kar bhi kaandhy badalty rahty hain.

Fursat mily to pooch kabhi un ka hall bhi
jo loog ji rahy hain tery payar ky bagair,
us shok sy bichatr ky zafar apni zindagi
jesy makaan ho koi deewar ky bagair.

Teri Ulffat ko kabhi nakam nahi hony dain gy,
Teri chahat ko kabhi badnam nahi hony dain gy,
meri zindagi main kabhi sooraj nikly ya na nikly?
per teri zindagi main kabhi shaam nahi hony dain gy.

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai