Skip to main content

PYAAR KARNE WALON KI KISMAT KHARAB HOTI HAI

PYAAR KARNE WALON KI KISMAT KHARAB HOTI HAI,
HAR WAQT IMTIHAAN KI GHADI SAATH HOTI HAI,
WAQT MILE TO RISHTON KI KITAAB KHOLKAR DEKHO,
DOSTI HAR RISHTE SE LAJAWAAB HOTI HAI.

APNE DIL KI SUNO JAZBAATON SE KAAM NA LO,
MUJHE YAAD RAKHNA BESHAK MERA NAAM NA LO,
AAPKA VAHEM HAI KE HUM BHOOL GAYE AAPKO,
AISA SOCH KE DOSTI KA IMTIHAAN NA LO.

JINDAGI ME HAMESHA NAYE DOST MILENGE,
KABHI ZYADA TO KABHI KAM MILENGE ,
ZARA SOCH KAR KARNA AITBAAR,
MUMKIN NAHI TUMHE HAR JAGAH HUM MILENGE.

Pehle Khat ke Badle Taar aata tha,
Ek Bulave par mera Yaar aata tha,
Ab DOST Padh kar SMS karte hain delete,
Ek Waqt tha har SMS ka Jawaab aata tha

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai