Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi!
Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!!
wafaon ka kya khoob badla diya hai!
tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!!
Meri Zindgi ka sahara nahi hai,
Is jaha main koi hamara nahi hai,
Chhuaa unka daaman to wo haskar bole,
Dost ye daaman tumhara nahi hai...
Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya
Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya
Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe
Jab humne aapna dil he unke naam kar diya...
bhule ho tum kuch is tarah hame ki
tume samajana bhi mushkil ho gaya he
kya pata koi khata ho gai hamse
ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai
Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!!
wafaon ka kya khoob badla diya hai!
tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!!
Meri Zindgi ka sahara nahi hai,
Is jaha main koi hamara nahi hai,
Chhuaa unka daaman to wo haskar bole,
Dost ye daaman tumhara nahi hai...
Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya
Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya
Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe
Jab humne aapna dil he unke naam kar diya...
bhule ho tum kuch is tarah hame ki
tume samajana bhi mushkil ho gaya he
kya pata koi khata ho gai hamse
ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai
Comments
Post a Comment