Skip to main content

Mere jine ke liye aapka armaan kafi hai

Mere jine ke liye aapka armaan kafi hai,
Dil ki kalam se likhi yeh dastaan kafi hain;
Tir talwaar ki kya zaroorat hai,
Qatal karne ke liye aapki muskaan hi kafi hain.


मेरे जीने के लिए आपका अरमान काफी है।
दिल की कलम से लिखी यह दास्तान काफी है।
तीर तलवार की क्या जरूरत है।
कतल करने के लिए आपकी मुश्कान ही काफी है।

Sapne ki tarah aakar chale gaye,
Apno ko bhulakar chale gaye;
Kis bhul ki saja di apne,
Pehle hasaya fir fasaya aur fir rulakar chale gaye.


सपने की तरह आकर चले गए।
अपनों को भुलाकर चले गए।
किस भूल की सजा दी अपने।
पहले हसाया फिर फसाया फिर रुला कर चले गए।

Foolon ki har kali ki khushboo aapse hai,
Suraj ki har kiran ki roshni aapse hai;
Denewala humein kya dega,
Humari har khushi aapse hain.


फूलो की हर कलि की खुसबू आपसे है।
सूरज की हर किरन की रोशनी आपसे है।
देनेवाला हमे क्या देगा।
हमारी हर खुसी आपसे है।

HASI KI RAAH MEIN GHAM MILE TO KYA KARE
WAFA KI RAAH MEIN BEWAFA MILE TO KYA KARE
KAISE BACHAYE ZINDAGI KO DHOKEBAZO SE
KOI MUSKARAKE DHOKA DE JAYE TO KYA KARE


हसी की राह में गम मिले तो क्या करे।
वफ़ा की रहा में बेवफा मिले तो क्या करे।
कैसे बचाये जिंदगी को धोकेबाजो से।
कोई मुशकुराके धोखा दे जाये तो क्या करे।

maine khuda se dua mein apni maut mangi
khuda ne kaha mein toh tumhe maut bhi dedu
par use kya du jisne dua mein
tumhari lambi umar mangi hai

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai