majburi kya hai unhone batai to hoti,
judai ki baat yun sunai na hoti,
kabar ki mitti bhi de dete hum unhe,
mari maut ki khwahish jatai to hoti..
na pucho mere sabr ki inteha kahan tak hai,
wo karle sitam uski takat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
ab dekhna hai wo bewafa kahan tak hai..
Comments
Post a Comment