Skip to main content

Kyun tum mujhse ruth jate ho

Kyun tum mujhse ruth jate ho,
Aasu mere nam diye jate ho;
Itna to batta do (dost) sitamgar,
Meri kis bhul ki saja diye jate ho.

क्यों तुम मुझसे रूठ जाते हो।
आंसू मेरे नाम दिए जाते हो ।
इतना तो बता दो सितमगर।
मेरी किस भूल की सजा दिए जाते हो।

Kissi ko mohabbat ki aachai mar dalegi,
Kissi ko mohaabbat ki gehraai maar dalegi;
Karke mohabbat koi nahi bachega,
Joh bach gaya ushe tanhai mar dalegi.

किस्सी को मोहोब्बत की अच्छाई मर डालेगी।
किसी को मोहोब्बत की गहराई मार डालेगी।
करके मोहोब्बत कोई नहीं बचेगा।
जो बच गया उसे तन्हाई मर डालेगी।

Aapke shahar ka mausam suhana lage,
Aapki shaam churalu ager bura na lage;
Aap chahe toh bhulado humko,
Par aap ko bhulane me shayaad hame zamana lage.

आपके शहर का मौसम सुहाना लगे।
आपकी शाम चुरा लू अगर बुरा न लगे।
आप चाहे तो भुला दो हमको ।
पर आपको भुलाने में शायद हमको जमाना लगे।

Guzre huve kal ki yaad aati hai,
kuch lamho se aankhen bhar aati hai;
Woh subah rangeen woh shaam nirali dub jati hai,
jab aap jaise doston ki yaad aati hai.


गुजरे हुए कल की याद आती है।
कुछ लम्हो से आँखे भर आती है ।
वो सुबह रंगीन वो शाम निराली डूब जाती है।
जब आप जैसे दोस्तों की याद आती  है ।

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai