Skip to main content

KYA BATAYE KAISE LIKHTE HAIN HUM

KYA BATAYE KAISE LIKHTE HAIN HUM......
BUS YUN SAMJHO UNKI YAAD MAIN DO SHABD KEHTE HAI HUM....
MILTI HAI JAB FIR AAP JAISE DOSTON SE WAH WAH ....
TAB PATA CHALTA HAI AREY YE TO SHAYRI LIKHTE HAI HUM...

Har sham jo maine tanha bittayi, bus tera khayal aya
ye dil na behla koi shey na bhai, bus tera khayal aya
kya kahe kitne bebas hay hum tere khayalo mai
teri arzoo thi hurdum tu na ayyi, bus tera khayal aya

Khoobsurat hai woh itna sahaa nahie jaata
kaise hum kudh ko rokh le raha nahie jaata

jo mera ho nahie paayega iss jahaa me kahie
ruh ban kar milunga usko aasma me kahie
Pyaar dhartie par farishto se kiya nahie jaata

unn nigaho me mohabbat nahie to kaho aur kya hai
par woh mujh se yeh keh raha woh kisie aur kaa hai
zarasa jhut bhi dhang se kaha nahie jaata

Hum unke na hue aur woh humara na hua,
mera ek khab bhi duniya ko gawara na hua,
sitamgar yu anjan baante hay dastur nibhane ko,
ki dil tord ker woh puchte hay....kya hua.

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai