koi sawal pochay to kya kahon us say
bicharnay walay sabab to bata judai ka
Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai,
wafa ke naam pr marna sikha deta hai,
ishq nahi kiya to karke dekho yaar har
dard ko sehna sikha deta hai.
Dosti mein mera yaar bewafa ho gaya,
jeena mera dushwaar ho gaya..
Pyar se to hum pehle hi dare the,
ab dosti karna bhi dushwaar ho gaya..
pal hi aisa tha ki hum inkar na kar paye....zamane ke dar se ikrar na kar paye...na thi jinke bina zindagi munasib....chod diya sath unhone ar hum ek sawal v na kar paye....
Aeisa nahi k tere qabil nahi hain hum
yeh jaker un se puch jin ko hasil nahi hum
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya,
lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi,
Comments
Post a Comment