Skip to main content

Khuda ne kaha dosti na kar

Khuda ne kaha dosti na kar
dosti mein tu kanhi kho jayega....

Maine kaha ai khuda
zameen par aakar mere dost se mil....
tu bhi us par fannah ho jayega !!!!!

hosale kahan se aaye hai bin mere jeene ke,
koi churake le gaya hai saare saman mere jeene ke,

aaye hai kuch farishtey mujhe lene yun,
kehte hai baki bache hai chand lamhe mere jeene ke,

kuch na maangu mein kuch na de tu mujhe,
bas guzar le yeh kuch pal mere saath mere jeene ke,

uski baahon mein dam nikale hasrat hai,
yun chu gaya hai woh jasbat mere jeene ke,

ladh rahi hoon apni hi saanson se,
mar gaye hai saare ehsaas mere jeene ke,

khul ke hans loon mein aaj yeh tammana hai,
de de koi dard purane mere jeene ke,

yun toh in raaston se guzari hoon mein kai baar lekin,
kaun mitaye in pe padh gaye haui jo nishan mere jeene ke,

banake nasoor mazaa denge mujhko yakin hai in par,
aake apna mera koi kurade toh zakhm mere jeene ke,

jaane kya soch ke woh bheega hai askon mein,
rota hai un par bache hai jo pal mere jeene ke.

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai