Katra-katra behte rahe ansu or hum unhe sukha b na paye.
Is se badi wafa ki saza kya hogi.
Wo roye hamse lipatkar kisi or k liye.
Or hum mana b na kar paye..
jaan se bhi jyada unhe pyaar kiya karte the,
yaad unhe din raat kiya karte the,
ab un raahon se gujra nahi jaata,
jahan baith ke unka intezaar kia karte the..
Unki mohabbat ka abhi nishan baaki hai,
naam labh par hai jaan baki hai,
kya hua agar dekh kar muh fer lete hain,
tasalli hai ki abhi shakal ki pehchan baaki hai..
Comments
Post a Comment