Skip to main content

Ishq main dil ka tamasha dekha nahi jata

Ishq main dil ka tamasha dekha nahi jata,
Humse tuta hua shisha dekha nahi jata;
Apne hisse ki kushiya bhi tujhe de doon,
Tera utra hua chehra dekha nahi jata.

इश्क में दिल का तमाशा देखा नहीं जाता।
हमसे टुटा हुआ शीशा देखा नहीं जाता।
अपने हिस्से की खुशिया भी तुझे दे दूं।
तेरा उतरा हुआ चेहरा देखा नहीं जाता।

Kistiya doob jate hai, Toofan chale jaate hain;
Yaadein rah jati hai, insaan chale jate hai.

किश्तिया डूब जाते है, तूफ़ान चले जाते है।
यादे रह जाती है, इंसान चले जाते है।

Kabhi kabhi in aankho mein nami si hoti hain,
Kabhi kabhi is hoto pe hasi hasi si hoti hain;
Aaye dost woh tum hi ho jisse meri zindagi,
Zindagi si ho gayi hain.

कभी कभी इन आँखों में नमी सी होती है।
कभी कभी इन होठो पे हसी सी होती है।
ए दोस्त वो तुम ही हो जिससे मेरी जिंदगी जिंदगी सी होती है।

Vaadon ka matlab ekraar nahi hota,
Khamoshi ka matlab inkaar nahi hota;
Ek nazar milti hai hazaar nazaron se,
Har nazaar ka matlab pyaar nahi hota.

वादों का मतलब इकरार नहीं होता।
ख़ामोशी का मतलब इनकार नहीं होता।
एक नज़र मिलती है हज़ार नजरो से ।
हर नज़र का मतलब प्यार नहीं होता ।

Hakikat samjo ya fasana,
Beghana kaho ya diwana;
Suno is dilka fasana,
Teri dosti hai mere jine ka bahana.


हकीकत समझो या फ़साना।
बेगाना कहो या दीवाना।
सुनो इस दिल का फ़साना।
तेरी दोस्ती है मेरे जीने का बहाना।

Comments

Popular posts from this blog

KABIRDAS ka DOHA

UNCHI GA*D ZIRAF KI.. DEKH KABIRA ROYE. VO GA*D KIS KAM KI . JISE MAR SKE NA KOY ऊँची गां*ड जिराफ की। देख कबीरा रोये। वो गां*ड किस काम की। जिसे मार सके न कोय।

Bajaye pyaar ki shabnam

Bajaye pyaar ki shabnam Meray gulistan mein Baraste rehte hai har simt maut ke saaye Siyahiyon se ulajh parhti hain meri aankhen Koi nahein.koi bhi nahein jo bataye Kitni dair ujaalon ki raatein Koi nahein, hai koi bhi nahein Na paas, Na durr Yeh pyar hai.dil ki dhadkan Apni chahat ka jo elaan kiye jati hai Zindagi hai jo jiye jati hai Khoon ke ghont piye jati hai Khwaab kanton se siye jaati hai Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga Hum jo teray banday hain teri hi takhleeq hain Apni is takhleeq ko Khaliq kaisay mitai ga Raaz meray sab janta hai tou hi to Poshida in batoon ko sab ko kyun bataye ga Teri is makhlooq par jab bhi para hai mushkil waqt Toofaan ho ya aandhi ho hum ko tu hi bachaye ga Ai Khuda aaj is kashti ko paar tu hi lagai ga Ki hain jo khata hum nay un ko tu hi bhulai ga

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi

Nigahein Milakar kiya dil ko Zakhmi! Adayein dikhakar sitam dha rahe ho!! wafaon ka kya khoob badla diya hai! tadapta hua chhodkar ...ja rahe ho!!! Meri Zindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai... Humne unse apne dil ka haal izhaar kar diya Aur unhone use hamare dil ka vehem karar kar diya Ab isse jyada kya samjhaye koi unhe Jab humne aapna dil he unke naam kar diya... bhule ho tum kuch is tarah hame ki tume samajana bhi mushkil ho gaya he kya pata koi khata ho gai hamse ya koi aur tumhare jyada karib ho gaya hai