ham se mohabbato ki numaish na ho saki
bs itna jante hein tumhe chahte hein ham
aey maut tu aake kissa tammaam karde
hum zindagi k haathon kishto mein mar rahe hain....
Mout ka nam he dunya main bara hai warna
Zindagi mai bhi bohat aesey muqam atey hain.
Tamam sheher tha uskay janazay main shareek,
Woh shaks jo tanhaiyun kay khauf say mar gaya!
Hamare zakhmo ki vajhah bhi wo hai..
Hamare zakhmo ki Dava bhi wo hai...
Wo namak zakmo pe lagaye to kya hua...
Mohabbat karne ki wazah bhi wo hai...
Comments
Post a Comment