Ghayal kiya jab apno ne,to Gairon se gila karna kiya,,,
Uthaye hain khanjer jab apno ne,to zindagi ki tamanna karna kiya,,,
Dil tha ek kanch ka Ghar ,so aakhir wo bhi toot gaya,,,
Qismat main likhe hain jab Ghum,to khuda se Gila karna kiya,,,
Tarasta raha zindagi bhar Jin sacchey Rishton ke liye,,,
Jab usne hi thukra diya, to Gairon se Taqwa ( shikayat ) karna kiya,,,
Jis ko samjha tha apna, jis ko banaya tha apna Razdan,,,
Usi ne jab Dil tod diya, to Gairon ko apna kar karna kiya,,,
Muskurana jo Bhool gaye hont ,to kiya hua Asif,,
Ghum ko bana liya hai apna, to Muskura ke ab karna kiya,,,
Marne par hume jannat mile na mile,

Comments
Post a Comment