Apne rishtey pe humein naaz hai
Kal jitna bharosa tha utna hi aaj hai
Rishtey woh nahi jo sirf gum or khushi
Me saath de Rishta who hota hai jo apnepan ka Ahsaas de
Aksar jab hum aapko yaad karte hain
Apne rab se yahi faryaad karte hain
Umar hamari bhi lag jaye aapko
Kyunki hum aapko khudse bhi
Zyada pyaar karte hain
Nadiyon se kinare toot sakte hain
Aasman se tare toot sakte hain
Magar is baat ki kabhi ummed mat karna
Ki hum aapko yaad kana bhul sakte hain
Khamosh palkon se bahkar jab aansu aate hain
Aap kya jano aap kitne yaad aate hain
Aaj bhi hum us mod par khade hain
Jahan aap ne kaha tha
thairo hum Abhi aate hain
Kal jitna bharosa tha utna hi aaj hai
Rishtey woh nahi jo sirf gum or khushi
Me saath de Rishta who hota hai jo apnepan ka Ahsaas de
Aksar jab hum aapko yaad karte hain
Apne rab se yahi faryaad karte hain
Umar hamari bhi lag jaye aapko
Kyunki hum aapko khudse bhi
Zyada pyaar karte hain
Nadiyon se kinare toot sakte hain
Aasman se tare toot sakte hain
Magar is baat ki kabhi ummed mat karna
Ki hum aapko yaad kana bhul sakte hain
Khamosh palkon se bahkar jab aansu aate hain
Aap kya jano aap kitne yaad aate hain
Aaj bhi hum us mod par khade hain
Jahan aap ne kaha tha
thairo hum Abhi aate hain
Comments
Post a Comment